Sher-o-Shaayari
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Behtareen NazmeN - November 2nd, 2018

11/2/2018

0 Comments

 
meraa dard naGmaa-e-besadaa - Faiz Ahmed Faiz

meraa dard naGmaa-e-besadaa 
merii zaat zarraa-e-benishaaN 
mere dard ko jo zubaaN mile 
mujhe apanaa naam-o-nishaaN mile 
merii zaat ko jo nishaaN mile 
mujhe raaz-e-nazm-e-jahaaN mile 
jo mujhe ye raaz-e-nihaaN mile 
merii Khaamoshii ko bayaaN mile 
mujhe qaayanaat kii saravarii 
mujhe daulat-e-do-jahaaN mile 


naGmaa-e-besadaa = voiceless song
zaat = existence

zarraa = atom
benishaaN = that which leaves no mark 

raaz-e-nazm-e-jahaaN = the secret of ruling the universe
raaz-e-nihaaN = hidden secret
qaayanaat = universe
saravarii = lordship

0 Comments



Leave a Reply.

    Behtareen NazmeN

    A selection of the best nazms (poems) from Urdu poetry, posted once a week, usually on Thursdays

    Archives

    January 2020
    November 2018
    October 2018
    October 2016
    September 2016
    August 2016
    July 2016

    Categories

    All
    Allama Iqbal
    Faiz Ahmed Faiz
    Gulzar
    Kafeel Aazer
    Kaifi Azmi
    Makhdoom Mohiuddin
    Masroor Anwar
    Nazeer Akbarabadi
    Nida Fazli
    Noon Meem Rashid
    Parveen Shakir
    Sahir Ludhianvi

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016