Sher-o-Shaayari
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Behtareen NazmeN - 2nd August, 2016

8/2/2016

1 Comment

 
Sparsh - Gulzar

Quran haathoN meN leke 
naabeenaa ek namaazii
laboN pe rakhataa thaa
donoN aaNkhoN se choomataa thaa
jhukaake peshaanii yooN aqeedat se chhoo rahaa thaa
jo aayateN paRh nahiiN sakaa 
un ke lams mahasoos kar rahaa ho

maiN hairaaN-hairaaN guzar gayaa thaa
maiN hairaaN hairaaN Thahar gayaa hooN

tumhaare haathoN ko choom kar
chhoo ke apanii aaNkhoN se aaj maiN ne
jo aayateN paRh nahiiN sakaa 
un ke lams mahasoos kar liye haiN


1 Comment
Santa Smith link
6/18/2023 12:48:48 am

Nice blog thanks for posting.

Reply



Leave a Reply.

    Behtareen NazmeN

    A selection of the best nazms (poems) from Urdu poetry, posted once a week, usually on Thursdays

    Archives

    January 2020
    November 2018
    October 2018
    October 2016
    September 2016
    August 2016
    July 2016

    Categories

    All
    Allama Iqbal
    Faiz Ahmed Faiz
    Gulzar
    Kafeel Aazer
    Kaifi Azmi
    Makhdoom Mohiuddin
    Masroor Anwar
    Nazeer Akbarabadi
    Nida Fazli
    Noon Meem Rashid
    Parveen Shakir
    Sahir Ludhianvi

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016