Sher-o-Shaayari
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Andaaz-e-BayaaN Aur - February 4th, 2020

2/4/2020

 
ham ko un se wafaa kii hai ummeed
jo nahiiN jaanate wafaa kyaa hai

- Mirza Ghalib

wafaa = (being) faithful (in love)
ummeed = hope

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 31st, 2020

1/31/2020

 
kyaa wo namrood kii Khudaa_ii thii
bandagii meN meraa bhalaa na huaa

- Mirza Ghalib

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 28th, 2020

1/28/2020

 
maiN ne chaanaa thaa ki andoh-e-wafaa se chhooTooN
wo sitam_gar mere marane  pe bhii raazii na huaa

-Mirza Ghalib

andoh-e-wafaa = pain of being faithful
sitam_gar = oppressor/torturer i.e. lover/object of (usually unrequited) love
raazii = agree to

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 24th, 2020

1/24/2020

 
jab ki tujh bin nahiiN ko_ii maujood
phir ye hangaamaa ai Khudaa kyaa hai

- Mirza Ghalib

jab = when
tujh bin = without you
maujood = present
phir = then
hangaamaa =  ruckus, noise
Khudaa = God
​

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 21st, 2020

1/21/2020

 
nuktaa_cheeN hai, Gam-e-dil us ko sunaaye na bane
kyaa bane baat jahaaN baat banaaye na bane

- Mirza Ghalib

​

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 17th, 2020

1/17/2020

 
jaan tum par nisaar karataa hooN
maiN nahiiN jaanataa duaa kyaa hai

- Mirza Ghalib

jaan = life
nisaar = bestow/sacrifice
duaa = prayer/wish

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 14th, 2020

1/14/2020

 
meharbaaN hoke bulaa lo mujhe chaaho jis waqt
maiN gayaa waqt nahiiN hooNki phir aa bhii na sakooN

- Mirza Ghalib

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 10th, 2020

1/10/2020

 
chaahe hai phir kisii ko muqaabil meN aarazoo
surme se tez dashnaa-e-mizgaaN kiye huye

- Mirza Ghalib

muqaabil = opposite (in front of)
aarazoo = desire
surme = kohl (kaajal)
tez = sharpened
dashnaa = dagger
mizgaaN = eyelash

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 7th, 2020

1/7/2020

 
huye mar ke ham jo ruswaa huye kyooN na Garq-e-dariyaa
na kabhii janaazaa uThataa na kahiiN mazaar hotaa

​- Mirza Ghalib

ruswaa = infamous, notorious
Garq-e-dariyaa = drowned in the river
janaazaa = funeral procession
​mazaar = tomb

Andaaz-e-BayaaN Aur - January 3rd, 2020

1/3/2020

 
bojh wo sar se giraa hai ki uThaaye na bane
kaam wo aan paRaa hai ki banaaye na bane

- Mirza Ghalib
<<Previous

    Mirza Ghalib

    Mirza Asadullah Khan "Ghalib" is the most quoted and well known of all Urdu poets.  His poetry is posted here as a tribute to him, usually on Tuesdays and Fridays

    Archives

    January 2020
    December 2018
    November 2018
    October 2018
    August 2016
    July 2016
    June 2016
    May 2016
    July 2015
    June 2015
    January 2015
    October 2014
    September 2014
    April 2014
    March 2014
    July 2013
    March 2013
    February 2013

    Categories

    All
    Aabaroo
    Aage
    Aah
    Aashiqii
    Aitabaar
    Baat
    Baazeechaa
    Bad_gumaaN
    Bak
    Balaa
    Bas
    Bojh
    Bosaa
    Chaahe
    Chipak
    Daayam
    Dard
    Dard-e-dil
    Dawaa
    Dekhanaa
    Dekhiye
    Dil
    Dost
    Duaa
    Duniyaa
    Gam
    Gam-e-hastii
    Ghalib
    Gila
    Go
    Haal
    Haal-e-dil
    Had
    Haif
    Hain
    Ham
    HaNsii
    Har
    Hazaaron
    Ho
    Huaa
    Huye
    IimaaN
    Intakhaab
    Intazaar
    Is
    Ishq
    Itaraanaa
    Jaanaa
    Jab
    Jafaa
    Jalaa
    Jazbaa-e-dil
    Jee
    JunooN
    Kaafir
    KahooN
    Khabar
    Khalish
    Khayaal
    Khel
    Khulataa
    Khushi
    Kii
    Kis
    Kitane
    Ko_ii
    Kyaa
    Le
    Mahroom
    MaiN
    Maranaa
    Marate
    Mat
    Maut
    MeharbaaN
    Merii
    Mu_amalaa
    Mudda'a
    Muddat
    Muhabbat
    Munhasir
    Musaahib
    Na
    Naamaa
    Naqsh
    Nazar
    PashemaaN
    Qaasid
    Qaid
    Qataa
    Qatl
    Qismat
    Ragon
    Rah_guzar
    Ranj
    Raqeeb
    Rone
    Ruswaa
    Saadagii
    Salaamat
    Sambhalanaa
    Shab-e-Gam
    Shikaayat
    Tamaashaa
    Taubaa
    Tavaqqo
    Tere
    Thii
    Tum
    Udhar
    Ug
    Umeed
    Un
    Visaal
    Waadaa
    Wafaa
    Yaar
    Ye
    Zabaan
    ZaKhm
    Zeest
    Zikr

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016