Sher-o-Shaayari
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Andaaz-e-BayaaN Aur - 28th June, 2016

6/28/2016

 
Gam-e-hastii kaa "Asad" kis se hai juz marG ilaaj
shamaa har rang meN jalatii hai sahar hone tak

[Mirza Ghalib]

Gam-e-hastii = sorrows of life
Asad = one of Ghalib's pseudonyms
juz = other than
marG = death
ilaaj = cure
sahar = morning

Andaaz-e-BayaaN Aur - 25th June, 2016

6/25/2016

 
merii qismat meN Gam gar itanaa thaa
dil bhii yaa rab ka_ii diye hote

[Mirza Ghalib]

qismat = fate
Gam = sorrow
gar = if
yaa rab = O God
ka_ii = many

Andaaz-e-BayaaN Aur - 21st June, 2016

6/21/2016

 
qaid-e-hayaat-o-band-e-Gam asl meN donoN ek haiN
maut se pahale aadamii Gam se nijaat paaye kyoN
[Mirza Ghalib]

qaid - prison
hayaat - life
asl - in reality, really
nijaat - relief

Andaaz-e-BayaaN Aur - 18th June, 2016

6/18/2016

 
kitane sheereeN haiN tere lab ki raqeeb
gaaliyaaN khaake bemazaa na huaa

[Mirza Ghalib]

sheereeN = sweet
lab = lips
raqeeb = rival
bemazaa = without taste (here it means put -ff, offended, sad)
​

Andaaz-e-BayaaN Aur - 14th June, 2016

6/14/2016

 
dard minnat_kash-e-dawaa na huaa
maiN na achchhaa huaa buraa na huaa

[Mirza Ghalib]

minnat_kash-e-dawaa = cured, responsive to medicine

Andaaz-e-BayaaN Aur - 11th June, 2016

6/11/2016

 
haif us chaar girah kapaRe kii qismat "Ghalib"
jis kii qismat meN ho aashiq kaa girebaaN honaa

[Mirza Ghalib]

haif = Oh, Alas
chaar = four
qismat = luck, fate
aashiq = lover
girebaaN = neck of a garment
​

Andaaz-e-BayaaN Aur - 7th June, 2016

6/7/2016

 
bas ke dushwaar hai har kaam kaa aasaaN honaa
aadamii ko bhii mayassar nahiiN insaaN honaa

[Mirza Ghalib]

dushwaar = difficult
aasaaN = easy
mayassar = available

Andaaz-e-BayaaN Aur - 4th June, 2016

6/4/2016

0 Comments

 
Khushii kyaa khet par mere agar sau baar abr aaye
samajhataa hooN ki DhooNDhe hai abhii se barq Khirman ko

[Mirza Ghalib]

Khushii = happiness
khet = field/farmland
sau = hundred
abr = cloud
barq = lightning
Khirman = budding plants
0 Comments

    Mirza Ghalib

    Mirza Asadullah Khan "Ghalib" is the most quoted and well known of all Urdu poets.  His poetry is posted here as a tribute to him, usually on Tuesdays and Fridays

    Archives

    January 2020
    December 2018
    November 2018
    October 2018
    August 2016
    July 2016
    June 2016
    May 2016
    July 2015
    June 2015
    January 2015
    October 2014
    September 2014
    April 2014
    March 2014
    July 2013
    March 2013
    February 2013

    Categories

    All
    Aabaroo
    Aage
    Aah
    Aashiqii
    Aitabaar
    Baat
    Baazeechaa
    Bad_gumaaN
    Bak
    Balaa
    Bas
    Bojh
    Bosaa
    Chaahe
    Chipak
    Daayam
    Dard
    Dard-e-dil
    Dawaa
    Dekhanaa
    Dekhiye
    Dil
    Dost
    Duaa
    Duniyaa
    Gam
    Gam-e-hastii
    Ghalib
    Gila
    Go
    Haal
    Haal-e-dil
    Had
    Haif
    Hain
    Ham
    HaNsii
    Har
    Hazaaron
    Ho
    Huaa
    Huye
    IimaaN
    Intakhaab
    Intazaar
    Is
    Ishq
    Itaraanaa
    Jaanaa
    Jab
    Jafaa
    Jalaa
    Jazbaa-e-dil
    Jee
    JunooN
    Kaafir
    KahooN
    Khabar
    Khalish
    Khayaal
    Khel
    Khulataa
    Khushi
    Kii
    Kis
    Kitane
    Ko_ii
    Kyaa
    Le
    Mahroom
    MaiN
    Maranaa
    Marate
    Mat
    Maut
    MeharbaaN
    Merii
    Mu_amalaa
    Mudda'a
    Muddat
    Muhabbat
    Munhasir
    Musaahib
    Na
    Naamaa
    Naqsh
    Nazar
    PashemaaN
    Qaasid
    Qaid
    Qataa
    Qatl
    Qismat
    Ragon
    Rah_guzar
    Ranj
    Raqeeb
    Rone
    Ruswaa
    Saadagii
    Salaamat
    Sambhalanaa
    Shab-e-Gam
    Shikaayat
    Tamaashaa
    Taubaa
    Tavaqqo
    Tere
    Thii
    Tum
    Udhar
    Ug
    Umeed
    Un
    Visaal
    Waadaa
    Wafaa
    Yaar
    Ye
    Zabaan
    ZaKhm
    Zeest
    Zikr

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016