Sher-o-Shaayari
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Lafz - January 22nd, 2020

1/22/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: ranj 

Meaning: grief, distress

Usage:
ranj kii jab guftagoo hone lagii
aap se tum tum se tuu hone lagii
[Daag Dehlvi]

Related word(s):

ranj_afzaa - one that increases grief
ranj_deedaa - full of grief/sad
ranjish - 1) enmity 2) misunderstanding 3) distress
ranjeedaa - grief-stricken

ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chhoR ke jaane ke liye aa
[Ahmed Faraz]
0 Comments

Lafz -January 20th, 2020

1/20/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: dastoor

Meaning: custom, tradition

Usage:
aur kuchh din ye dastoor-e-maiKhaanaa hai, tashnaakaamii ke ye din guzar jaayenge
mere saaqii ko nazaren uThaane to do, jitane Khaalii haiN sab jaam bhar jaayenge
[Raaz Ilahabadi]

maiKhaanaa = place where wine is served
tashnaa_kaamii = thirst, deprivation (of wine)
saaqii = one who serves the wine
Khalii = empty
jaam = wine cup

0 Comments

Lafz - January 17th, 2020

1/17/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: chaashnii

Meaning: sugar syrup, extremely sweet liquid

Usage:
shahad-o-sharaab-e-Khuld meN ye chaashnii kahaaN
kuchh Khoon-e-dil se baRh ke mazaa ho to jaaniye
[Mohamed Ali Jauhar]

shahad = honey
sharaab = wine
Khuld = Eden, paradise
​mazaa = joy

Related word(s):
chaashnii_geer - one who uses sweet syrup, a cook/pastry chef
​
0 Comments

Lafz - January 15th, 2020

1/15/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: alam

Meaning: flag (of war)

Usage:
sitaare toRo yaa ghar basaao
alam uThaao yaa sar jhukaao
tumhaarii aaNkhoN kii raushanii tak hai khel saaraa
ye khel hogaa nahiiN dobaaraa
[Nida Fazli] 

Related word(s):
alam_daar - flag bearer
0 Comments

Lafz - January 13th, 2020

1/13/2020

1 Comment

 
Urdu word of the day: taGaaful

Meaning: neglect, indifference, apathy

Usage: 
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge ham tum ko Khabar hone tak
- Mirza Ghalib

Related word(s):
taGaaful_aashnaa
taGaaful_kesh
taGaaful_peshaa
taGaaful_shiyaar


All the above words mean the same - being purposefully indifferent. As such, they are all used to refer to one's beloved.

jee meN aataa hai ki us shoKh-e-taGaaful_kesh se
ab na miliye phir kabhii aur bewafaa ho jaayiye
- Hasrat Mohani

yahaaN jo bhii taGaaful_aashnaa hai
wahii ham bad_naseeboN kaa Khudaa hai
- Abdul Hameed Adam
​
1 Comment

Lafz - January 10th, 2020

1/10/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: zikr

Meaning: mention

Usage: 
wo baat saare fasaane meN jis kaa zikr na thaa
wo baat un ko bahot naagawaar guzarii hai

- Faiz Ahmed Faiz

fasaanaa = story, tale
bahot = very
naagawaar = not to (one's) liking
​
0 Comments

Lafz - January 8th, 2020

1/8/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: aseer

Meaning: prisoner

Usage:
ham huye tum huye ki 'Meer' huye
us kii zulfoN ke sab aseer huye
[Meer Taqi Meer]
0 Comments

Lafz - January 6th, 2020

1/6/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: wafaat

Meaning: death

Usage:
zameer marataa hai ehasaas kii Khaamoshii se
ye wo wafaat hai jis kii Khabar nahiiN hotii
- Midahtul Akhtar

Related Word(s)
None.
0 Comments

Lafz - January 3rd, 2020

1/3/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: kahkashaaN

Meaning: The Milky Way, galaxy

Usage: 
inhiiN pattharoN pe chal kar agar aa sako to aao
mere ghar ke raaste meN ko_ii kahkashaaN nahiiN hai
- Mustafa Zaidi

Related word(s):
None.
0 Comments

Lafz - January 1st, 2020

1/1/2020

0 Comments

 
Urdu word of the day: nisbat

Meaning: 1. relation/connection 2. ratio/proportion

Usage: 
kis ko hamaare haal se nisbat hai kyaa kaheN
aaNkheN to dushmanoN kii bhii pur_nam hai dosto
- Ahmed Faraz

​pur_nam = wet

Gam kii nisbat na poochhiye ham se
apane hisse meN behisaab aayaa
- Sardar Anjum

Related word(s):
nisbatii - related to

0 Comments
<<Previous

    Lafz

    Improve and increase your Urdu vocabulary by learning new words and their meanings  thrice a week - Monday, Wednesday and Friday 

    Archives

    January 2020
    October 2018
    October 2017
    August 2016
    July 2016
    June 2016
    May 2016
    November 2015
    July 2015
    January 2015
    October 2014
    September 2014
    April 2014
    March 2014
    July 2013
    March 2013
    February 2013
    January 2013
    December 2012
    November 2012
    October 2012
    September 2012

    Categories

    All
    Aabalaa
    Aabalaa_paa
    Aagaaz
    Aagaazeedaa
    AaGaaz-e-kaar
    Aagaazindaa
    Aagosh
    AaGosh_kushaa
    Aariz
    Aaseb
    Abr
    Ab_tar
    Ab_tarii
    Adaavat
    Ahad
    Ajal
    Ajal_giriftaa
    Ajal_raseedaa
    AKhlaaq
    Aks
    Alam
    Alam_daar
    Anjaam
    Anjuman
    Aseer
    Ataa
    Azal
    BaaG
    BaaG_baaG
    BaaG_baaN
    BaaG_Baan-e-azal
    BaaG_baanii
    BaaG-e-adam
    BaaG-e-bahisht
    BaaGeechaa
    BaaG-e-Khuld
    BaaG-e-rizwaaN
    Badii
    BaGeechaa
    Barq
    Be_adab
    Bedaar
    Bedaarii
    Charkh
    Charkhaab
    Charkhagii
    CharKh-e-bareeN
    CharKh_zanii
    Daar
    Daar-o-rasan
    Daraaz
    Duaa
    Dushnaam
    Ehasaan
    Ehasaanaat
    Ehasaan_faraamosh
    Ehasaan_mand
    Faarig
    Fakhr
    Falak
    Faqat
    Goshaa
    Goshaa_geer
    Goshaa_nasheenii
    Goshaa_nashiiN
    Gul_zaar
    Gussaa
    Guzaarish
    Haajat
    Haajat_mand
    Haajat_rawaa_ii
    Habeeb
    Hanoz
    Hayaat
    Hijaab
    Hikaayat
    Ibn
    InteKhaab
    Ittefaaq
    Jaras
    Jumbish
    Juz
    Kaatib
    KahkashaaN
    Khauf
    Khoo
    Lihaaz
    Lugaat
    Lugat
    Maahir
    Maat
    Maatam
    Maharoom
    Malak
    Malak-ul-maut
    Muheeb
    Mukammal
    MuKhaalif
    Muqaabil
    Mushtaaq
    Mushtaaqaanaa
    Mushtaaq-e-deed
    Muztar
    NaaKhudaa
    Naalaa
    Naam
    Naasaaz
    Naayaab
    Naubat
    Nawaazish
    Nawaazishaat
    Neelaam
    Neem
    Neeyat
    Nigoon
    Nisbat
    Nisbatan
    Nisbatii
    Nishaat
    Paikaar
    Parast
    Parastaar
    Parastaarii
    Parasteedaa
    Parasteedanii
    Parastii
    Parastish
    Parastish_gaah
    Parastish_kadaa
    Parastish_Khaanaa
    Pau
    Pindaar
    Qalam
    Qand
    Quwwat
    Rajaa
    Rajaa_ii
    Raqqaasaa
    Raqs
    Roz
    Sabr
    Shameem
    Shameemaa
    Shigaaf
    Shikan
    Shikastaa_paa_ii
    Soo
    Surkhii
    Taabeer
    Taabiir
    Taaboot
    Taazeem
    Tabeeb
    TaGaaful
    TaKhallus
    Talkh
    Talkhii
    Tamaam
    Tamaam_tar
    Tamkanat
    Tar_kash
    Tarteeb
    Tasbeeh
    Tasleem
    Teg
    Tilism
    Udoo
    Uns
    Urooj
    Waabastaa
    Waaqif
    Wafaat
    Waqaar
    Yak_saaN
    Yalgaar
    Zeest
    Zikr

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016